Apni Kundali
₹ 1500.00
Apni janm tithi, samay aur sthal ke aadhar par bani vyaktigat Janam Patrika (Kundali) se apne jeevan ka sampoorn margdarshan paaiye. Kundali aapke grah, nakshatra aur rashi ki sthiti ko dikhati hai, jo aapke vyaktitva, career, vivaah, aarthik sthiti, swasthya aur bhavishya par gehra prabhav dalti hai.